SEARCH RESULTS
Showing search results for "faal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "faal"
Ghazal
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaa
qur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
na ko.ii faal nikaalii na istiKHaara kiyaa
bas ek sub.h yuu.nhii KHalq se kinaara kiyaa
Jamal Ehsani
Sher
detaa hai roz roz dilaase na.e na.e
kis tarah e'tibaar ho 'haafiz' ke faal par
Maatam Fazl Mohammad
Sher
'aKHtar'-e-zaar bhii ho mus.haf-e-ruKH par shaidaa
faal ye nek hai qur.aan se ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
PAGE MATCHES FOR "faal"
MORE MATCHES FOR "faal"
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Sher
ab us ko log sitaara-shanaas kahte hai.n
dukaa.n KHariid lii tote kii faal vaale ne
Dr. Yasin Aatir
Sher
Mohammad Aazam
Ghazal
ba-shart-e-faal kisii KHaal par mai.n vaaruu.ngaa
chaman pahaa.D daman dasht jhiil KHushkii tarii
Shahzad Qais
Sher
Nushur Wahidi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
dafnaa.e.n use 'mus.hafii'-o-'naasiKH'-o-'inshaa'
ye faal har ik daftar-e-manzuum se nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
lekhe kii yaa.n bahii na zar-o-maal kii kitaab
hai apne haq me.n vaa-shud-e-dil faal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
niklii hai faal ab ke ajab mere naam kii
suuraj hii vo nahii.n hai jo Dhalne se Dar gayaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
qaasid-e-KHush-faal laayaa us ke aane kii KHabar
dil to KHush kartaa hai baare ye bahaane kii KHabar
Hasrat Azimabadi
Ghazal
uljhii hu.ii lakiiro.n kaa ye jaal dekh kar
'aamil bhii ro pa.Daa hai mirii faal dekh kar
Aftab Shah
Ghazal
qismat me.n nek-faal na kal thaa na aaj hai
ko.ii shariik-e-haal na kal thaa na aaj hai