SEARCH RESULTS
Showing search results for "faal"
Nazm MATCHES FOR "faal"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
dafnaa.e.n use 'mus.hafii'-o-'naasiKH'-o-'inshaa'
ye faal har ik daftar-e-manzuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
abul-ala-marri
kahte hai.n kabhii gosht na khaataa thaa ma.arrii
phal-phuul pe kartaa thaa hamesha guzar-auqaat
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
usii ke bayaabaa.n usii ke babuul
usii ke hai.n kaa.nTe usii ke hai.n phuul
Allama Iqbal
Nazm
nanak
aah bad-qismat rahe aavaaz-e-haq se be-KHabar
Gaafil apne phal kii shiiriinii se hotaa hai shajar
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
likkhii hai kyaa hayaat-e-abad in ke vaaste
phailaa rahe hai.n jaal ye kis din ke vaaste
Chakbast Braj Narayan
Nazm
munajat-e-bewa
baas hai terii phuul aur phal me.n
har dil me.n hai teraa baseraa
Altaf Hussain Hali
Nazm
pachhtawa
KHuda-e-har-do-jahaa.n ne jab aadmii ko pahle-pahal sazaa dii
bahisht se jab use nikaalaa
Fahmida Riaz
Nazm
wahi laDki
bhuurii aa.nkho.n vaalii la.Dkii
tujh se pahle mere paas bhii aatii thii
Khatir Ghaznavi
Nazm
intizar
tabaah-kaar siyah-faal bad-du.aa kaa sila
burii tarah se hai apne sharaab me.n paagal
Musavvir Sabzwari
Nazm
dasahra
ik miTii sii ye nishaanii daulat-o-iqbaal kii
yaad dilvaatii hai un ayyaam-e-farruKH-faal kii
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Nazm
nashat-e-umid
KHushk thaa bin tere daraKHt-e-amal
tuu ne lagaa.e hai.n ye sab phuul phal
Altaf Hussain Hali
Nazm
bol! ari o dharti bol!
bol ki tere phal khaa.e hai.n
bol ki teraa duudh piyaa hai