SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-pindaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fart-e-pindaar"
Ghazal
vo diyaa huu.n ki havaa.o.n se bhii Dartaa jaa.uu.n
fart-e-pindaar se phir raqs bhii kartaa jaa.uu.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
dil se majbuur bhii ham saahib-e-pindaar bhii ham
aastaa.n se tire katraa ke guzar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
paarsaa ham-raah le jaa.e.nge pindaar-e-amal
ham to apne saath un kii KHaak-e-paa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
PAGE MATCHES FOR "fart-e-pindaar"
MORE MATCHES FOR "fart-e-pindaar"
Ghazal
fart-e-Gam-e-havaadis-e-dauraa.n ke baavajuud
jab bhii tire dayaar se guzre machal ga.e
Ahmad Riyaz
Sher
fart-e-Gam-e-havaadis-e-dauraa.n ke baavajuud
jab bhii tire dayaar se guzre machal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
fart-e-shauq-e-jamaal-e-yaar ke haath
daaman-e-sabr taar-taar hai aaj
Meer Muzaffar Husain Zameer
Sher
garche kyaa kuchh the magar aap ko kuchh bhii na ginaa
ishq barham-zan-e-kaashaana-e-pindaar rahaa
Anwar Dehlvi
Kulliyat
ho tum jo mere hairatii-e-fart-e-shauq-e-vasl
kyaa jaano dil kisuu se tumhaaraa lagaa nahii.n
Meer Taqi Meer
Nazm
takmil
jabiine.n fart-e-nashaat-o-tarab kii mastii me.n
javaa.n KHayaal iraado.n ke aastaano.n par