SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil-e-fahm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fasiil-e-fahm"
Ghazal
tuu dayaar-e-aagahii me.n rab ke hone kaa nishaa.n
tuu fasiil-e-fahm par tauhiid-e-KHaaliq kaa 'alam
Allama Talib Jauhari
Ghazal
fasiil-e-fahm ke andar bhii kuchh nahii.n maujuud
na ko.ii KHema-e-idraak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
na jaane kab se hai us paar dekhne kii havas
fasiil-e-zaat se uupar zaraa uThaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fasiil-e-fahm"
Ghazal
ik khurdurii fasiil-e-shab-e-KHvaab-zaar se
phislaa jo aaftaab to chehra khurach gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
aql buujhaa aashiqaa.n sab vaajibuttaaziir hai.n
qaatil-e-aql-o-fahm hai ishq kaa jallaad shoKH
Alimullah
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa tak pahu.nchne vaalaa huu.n
isii tarah ye taGaaful kaa silsila rakhnaa
Hayat Warsi
Ghazal
fasiil-e-sarhad-e-maazii dha.Dakne lagtii hai
jo KHvaab nii.nd kaa dar khaTkhaTaane lagte hai.n
Jamuna Parsad Rahi
Nazm
KHizan-nasibon pe bain karti hui hawaen
fasiil-e-shahr-e-anaa bhii chup hai
zabaan-e-KHalq-e-KHudaa bhii chup hai
Tariq Qamar
Ghazal
sub.h hogii pas-e-diivaar KHamoshii shaayad
ye fasiil-e-shab-e-lab-bastagii Dhaa dii jaa.e
Abdul Hafiz Naeemi
Nazm
jahan dariya utarta hai
fasiil-e-sub.h-e-mumkin par use chalnaa nahii.n aataa
3
Akhtar Husain Jafri
Nazm
hawa har ek samt bah rahi hai
aa.nkh ko.ii rukii hu.ii hai
fasiil-e-shahr-e-muraad par
Abrar Ahmad
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa rafta rafta girtii jaa.e
ye zalzale mirii jaa.n me.n hamesha aate rahe.n
Asad Badayuni
Ghazal
Tufail Ahmad Madni
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-sitam surKH hotii jaatii hai
amiir-e-shahr hame.n shauq se sazaa.e.n de
Gulzar Vafa Chaudhari
Ghazal
be-rabt se lafzo.n ke hai.n be-rabt ma'aanii
baalaa-e-had-e-fahm hai hastii kii kahaanii
