SEARCH RESULTS
Showing search results for "fauz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fauz"
Ghazal
kyaa pastiyo.n kii zillate.n kyaa azmato.n ke fauz
apne liye azaab judaagaana chaahiye
Majeed Amjad
Ghazal
jaane us shaKHs ko ye kaisaa hunar aataa hai
raat hotii hai to aa.nkho.n me.n utar aataa hai
Saleem Fauz
Sher
sukuut ba.Dhne lagaa hai sadaa zaruurii hai
ki jaise habs me.n taaza havaa zaruurii hai
Saleem Fauz
Ghazal
havaala maa.ng rahaa hai mirii mohabbat kaa
jo 'fauz' mujh se ye kahtaa thaa kyaa zaruurii hai
Saleem Fauz
Ghazal
jo jaan kho ke paa.e.n to fauz-e-aziim hai
vo chiiz Dhuu.nDte hai.n tan-aasaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fauz"
Sher
tumhaarii saalgirah par yahii du'aa hai tumhe.n
falak pe jitne sitaare ho.n utnii KHushiyaa.n mile.n
Saleem Fauz
Ghazal
'saliim' 'fauz' nahii.n ishq ehtiyaat kaa kaam
ye aag vo hai ki daaman bachaanaa mushkil hai
Saleem Fauz
Ghazal
duur rah bhii na sakuu.n paas bulaa bhii na sakuu.n
tuu vo apnaa hai jise apnaa banaa bhii na sakuu.n
Saleem Fauz
Nazm
payam-e-azadi
uTh aur haath me.n le teG-e-be-niyaam-e-amal
ki hai vasiila-e-fauz-o-maraam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
'saliim' 'fauz' safaa.ii me.n kuchh nahii.n kahnaa
gale me.n tauq vo iz.haar par sajaataa hai




