SEARCH RESULTS
Showing search results for "fidaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fidaa"
Sher
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "fidaa"
Ghazal
rahnumaa.o.n kii adaa.o.n pe fidaa hai duniyaa
is bahaktii hu.ii duniyaa ko sa.nbhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Marsiya
paidaa hai.n saaf ma.anii-e-val-lailo-o-val-qamar
qur.aan se ayaa.n hai buzurgii imaam kii
Meer Anees
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
dil o jaa.n fidaa-e-raahe kabhii aa ke dekh hamdam
sar-e-kuu-e-dil-figaaraa.n shab-e-aarzuu kaa aalam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
o des se aane wale bata
vo Guncha-dahan kis haal me.n hai
jis par the fidaa tiflaan-e-vatan
Akhtar Shirani
Mazahiya
ki chhoTii ko bhii ulfat us se hogii barmalaa hogii
vo apne hone vaale duulhaa-bhaa.ii pe fidaa hogii