SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazal-go"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gazal-go"
Nazm
holi
duniyaa ye jaantii hai Gazal-go 'nahiif' hai.n
un kii Gazal sunaa.iye holii kaa roz hai
Julius Naheef Dehlvi
Ghazal
ham Gair aur vo sabhii apnii jagah pe hai.n
bas yuu.n kaho miyaa.n ki Gazal-go nahii.n rahe
Shuja Khaavar
Ghazal
nii.nd raato.n kii mire yaar u.Daatii hai Gazal
sub.h tak ek Gazal-go ko jagaatii hai Gazal
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
mujhe faKHr hai 'panchhii' bazm-e-suKHan me.n
gayaa huu.n ba-suurat Gazal-go gayaa huu.n
Sardar Panchhi
PAGE MATCHES FOR "gazal-go"
MORE MATCHES FOR "gazal-go"
Mazahiya
pahle kyaa kam thii musiibat mire ghar me.n ki ab
ho ga.e hai.n mire sartaaj Gazal-go shaa.ir
Hammad Hasan
Ghazal
pyaar kii hai ibtidaa.ii intihaa.ii ye Gazal
'umr bhar kii ik Gazal-go kii kamaa.ii ye Gazal
Ashok Singh
Hindi Ghazal
ve kah rahe hai.n Gazal-go nahii.n rahe shaa.er
mai.n sun rahaa huu.n har ik samt se Gazal logo
Dushyant Kumar
Ghazal
Ananth Faani
Sher
sajaa.o bazm Gazal gaa.o jaam taaza karo
''bahut sahii Gam-e-giitii sharaab kam kyaa hai''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saaz-e-furqat pe Gazal gaa.o ki kuchh raat kaTe
pyaar kii rasm ko chamkaa.o ki kuchh raat kaTe
Raees Akhtar
Ghazal
tuu ne mujh ko na Gazal-go.ii 'ataa kii hotii
mai.n bhii tanhaa.ii me.n diivaar se baate.n kartaa