SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghutaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ghutaa"
Ghazal
tamaam umr miraa dil usii dhu.e.n me.n ghuTaa
vo ik charaaG thaa mai.n ne use bujhaayaa hai
Bashir Badr
Sher
zabt kartaa huu.n to ghuTtaa hai qafas me.n miraa dam
aah kartaa huu.n to sayyaad KHafaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
PAGE MATCHES FOR "ghutaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ghutaa"
Ghazal
zabt kartaa huu.n to ghuTtaa hai qafas me.n miraa dam
aah kartaa huu.n to sayyaad KHafaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Nazm
sone se pahle ek KHayal
mujhe chaltii havaa kii tarah mat chaaho
ki jis ke qayaam se dam ghuTtaa hai
Kishwar Naheed
Nazm
ahd-e-saza
nuzuul-e-habs hu.aa hai falak se ai 'jaalib'
ghuTaa ghuTaa hii sahii dam ghaTaa kii baat na kar
Habib Jalib
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
sharaab-e-ishq faqat ik zaraa sii chakkhii thii
ba.Daa suruur ghuTaa muddato.n KHumaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
ai falak chho.D de be-yaar-o-madadgaar hame.n
dam ghuTaa jaataa hai ab terii nigahbaanii se
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
parda aur ismat
bujhaa saa tabassum ghuTaa saa takallum
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai












