SEARCH RESULTS
Showing search results for "gustaaKH-nigaahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gustaaKH-nigaahii"
Sher
phir na kiije mirii gustaaKH-nigaahii kaa gilaa
dekhiye aap ne phir pyaar se dekhaa mujh ko
Sahir Ludhianvi
Ghazal
'naqvii' jise KHud apnii nazro.n pe na ho qaabuu
gustaaKH-nigaahii kii vo tujh ko sazaa kyaa de
Naqvii Mustafa Aabadi
Nazm
adl-e-jahangiri
us kii gustaaKH-nigaahii ne kiyaa us ko halaak
kishvar-e-husn me.n jaarii hai yahii shara-e-kuhan
Shibli Nomani
MORE MATCHES FOR "gustaaKH-nigaahii"
Ghazal
dil lazzat-e-nigaah karam paa ke rah gayaa
kitnaa hasiin KHvaab nazar aa ke rah gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
chilman se jo daaman ke kinaare nikal aa.e
vaarafta-nigaahii ke sahaare nikal aa.e
Nushur Wahidi
Ghazal
tirii nazar me.n mirii har nigaah gustaaKHii
mire KHayaal me.n pur-kaif har itaab tiraa
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii kabhii jo tirii sharm-gii.n nigaah mile
to mai.n banaa.uu.n use chhe.D chhe.D kar gustaaKH
Nooh Narvi
Ghazal
hotii hai tabii.at hii KHudaa-daad kisii kii
ulfat me.n vafaa.e.n nahii.n iijaad kisii kii
Muneer Bhopali
Ghazal
zamii.n hai mirii aasmaanii nahii.n huu.n
faqat ek qissa kahaanii nahii.n huu.n
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
mai-chakaa.n lab nazar aavaara nigaahe.n gustaaKH
yuu.n mire pahluu se uTThaa hai Gazal-KHvaa.n ko.ii