SEARCH RESULTS
Showing search results for "haTaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haTaane"
Nazm
self made logon ka alamiya
zindagii ke raste me.n bichhne vaale kaa.nTo.n ko
raah se haTaane me.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
parda aa.nkho.n se haTaane me.n bahut der lagii
hame.n duniyaa nazar aane me.n bahut der lagii
Yasmeen Hameed
Ghazal
kitnaa hii kare shor yahaa.n aa ke zamaana
tujh par se magar dhyaan haTaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
us ko raste se haTaane kaa ye matlab to nahii.n
kisii diivaar ko diivaar na samjhaa jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Thokar se duusro.n ko bachaane kaa shukriya
patthar ko raaste se haTaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haTaane"
Sher
parda aa.nkho.n se haTaane me.n bahut der lagii
hame.n duniyaa nazar aane me.n bahut der lagii
Yasmeen Hameed
Ghazal
ab bhii hai.n kuchh naqaab haTaane hai.n jo mujhe
daar-o-rasan ke qad ke baraabar nahii.n huu.n mai.n
Rasikh Shahid
Ghazal
is qadar mujh pe martii hai paglii ko.ii
rone lagtii hai d p haTaane ke baad
A.R. Sahil 'Aleeg'
Ghazal
zehn sanjiida masaa.il se haTaane ke liye
roz ye shaiKH o brahman kaa tamaashaa na karo
Hafeez Merathi
Ghazal
Gaar ke mu.nh se ye chaTTaan haTaane ke liye
ko.ii nekii bhii nahii.n yaad dilaane ke liye
Zeb Ghauri
Ghazal
mai.n la.D pa.Daa huu.n aaj KHud apne KHilaaf hii
ab darmiyaa.n se KHud ko haTaane se mai.n rahaa
Shahid Kamal
Ghazal
ye kaun raasta roke hu.e kha.Daa thaa abhii
aur ab ye raah ke patthar haTaane vaalaa kaun
Irfan Siddiqi
Nazm
saza
vo musalsal mirii baato.n pe tavajjoh kii nazar
ruKH pe machlii hu.ii zulfo.n ko haTaane kii adaa
Baqar Mehdi
Ghazal
Fareed Parbati
Ghazal
kab tak mai.n sambhaaluu.n tirii yaado.n kii amaanat
ye baar-e-garaa.n dil se haTaane ke liye aa
Arshad Meena Nagri
Mazahiya
raaste se us ke logo.n ko haTaane se thaa kaam
yuu.n sivaa.e horn ke bajte the kal-purze tamaam
Zareef Jabalpuri
Ghazal
palaT aa.ii hai phir se saavan kii baarish
ka.Dii dhuup ghar se haTaane lagii hai





