SEARCH RESULTS
Showing search results for "haashiyo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haashiyo.n"
Ghazal
kitaab-e-umr-e-guzishta ke haashiyo.n me.n 'nabiil'
vo shor thaa ki zamii.n aasmaa.n dhamak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
bahut se lafz pa.De haashiyo.n me.n sochte hai.n
kisii tarah se ibaarat me.n dar banaayaa jaa.e
Tariq Naeem
Nazm
musafir
ka.ii charaaG kitaabo.n ke haashiyo.n me.n mile
sunaa ke apne uruuj-o-zavaal ke qisse
Mustafa Zaidi
Ghazal
KHud uThaanaa pa.D rahaa hai bojh apnaa aaj-kal
haashiya-bardaar saare haashiyo.n me.n qaid hai.n
Bilal Saharanpuri
MORE MATCHES FOR "haashiyo.n"
Ghazal
mohabbato.n ke na.e daa.ero.n me.n rahtaa huu.n
KHato.n ke matn se ab haashiyo.n me.n rahtaa huu.n
Ahtamam Sadiq
Nazm
aurten nahin jaantin
haashiyo.n par darj hote hai.n
aur footnote se uupar jhaa.nkne kii
Syed Kashif Raza
Ghazal
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
vo haashiyo.n me.n tire surmagii.n mohabbat thii
ki aa.ino.n me.n ko.ii aks Daal rakkhaa thaa
Sidra Sahar Imran
Ghazal
kaaGazo.n par ho ga.e saare KHulaase hii magar
kuchh to hai jo haashiyo.n ke darmiyaa.n bechain hai
Gautam Rajrishi
Ghazal
Turfa Qureshi
Ghazal
mai.n haashiyo.n me.n likhaa muKHtasar havaala huu.n
mujhe diyaa hai yuu.nhii daastaan me.n uljhaa
Fakhar Lala
Ghazal
mai.n kitaab-e-zindagii kaa ek lafz-e-mustaqil
vaqt ne tashriih kii to haashiyo.n me.n baT gayaa
Mushtaq Aazar Fareedi
Nazm
mujhe apna jalwa dikha
chaa.ndii ke panno.n pe
silkii mahiin aur ghane haashiyo.n par