SEARCH RESULTS
Showing search results for "halq-e-husain"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "halq-e-husain"
Ghazal
KHuun-e-rag-e-husain pe qurbaan jaa.iye
kyaa kyaa milaa hai ma.arka-e-karbalaa ke saath
Syed Bashir Husain Bashir
Manqabat
KHushaa-nasiib ki lab par hai mere naam-e-husain
har ik zamaane me.n taabinda hai payaam-e-husain
Farhat Hussain Khushdil
Marsiya
ye faiz-e-inaayaat-e-husain aur hasan hai
phir josh-e-javaanii pe marii tab.a-e-kuhan hai
Meer Muzaffar Husain Zameer
MORE MATCHES FOR "halq-e-husain"
Ghazal
nahii.n hai taab-e-nazaara hii 'aaftaab' husain
vagarna dahr me.n kyaa kyaa hai dekhne ke liye
Aftab Hussain
Ghazal
hamaarii umr bhii guzrii hai is KHaraabe me.n
kahaa.n ke hote hai.n ye log ahl-e-ishq haTaa.o
Aftab Hussain
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ke jhamelo.n me.n aaftaab 'husain'
KHayaal-e-yaar kii aasuudgii Ganiimat hai
Aftab Hussain
Ghazal
lagaa.iye kahii.n dil aur 'aaftaab-husain'
saraa-e-KHvaab me.n sohbat ziyaada ho ga.ii hai
Aftab Hussain
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
utar hii jaa.uu.ngaa us dil me.n 'aaftaab-husain'
ki raasta saa to hai kunj-e-lab se hotaa hu.aa
Aftab Hussain
Ghazal
'kaashif'-husain yaar uTho ab to chal pa.Do
chal kar tumhaare paa.nv me.n rasta tak aa gayaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
'kaashif'-husain KHuub hii hote hai.n ahl-e-ishq
is paar bhii kha.De ho.n to us paar jaaniye
Kashif Husain Ghair
Ghazal
'kaashif' husain KHalq ke uThne kii der thii
ik aaftaab gosha-e-taariik se uThaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
aab-o-havaa-e-dasht ne mujh ko talab kiyaa
majnuu.n ne meraa haal bataa kar Gazab kiyaa
