SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasad-o-hirs-o-havas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hasad-o-hirs-o-havas"
Ghazal
hasad-o-hirs-o-havas aise ka.ii chor mile
mai.n ne chup-chaap kabhii apnaa jo ghar kholaa hai
Mahir Bilgrami
Ghazal
havaa-e-hirs-o-havas se mafar bhii karnaa hai
isii daraKHt ke saa.e me.n ghar bhii karnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Rubai
hai hirs-o-havas ke fan kii mujh ko takmiil
Gairat nahii.n merii bazm-e-daanish me.n daKHiil
Akbar Allahabadi
Ghazal
hirs-o-havas ke naam ye din raat kii talab
imdaad kii umiid mafaadaat kii talab
Saurabh Shekhar
PAGE MATCHES FOR "hasad-o-hirs-o-havas"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hasad-o-hirs-o-havas"
Ghazal
hirs-o-havas ke aage na kuchh bhii dikhaa.ii de
insaan apne qad se bhii chhoTaa dikhaa.ii de
Shahnaz Muzammil
Ghazal
hirs-o-havas ne Dhuu.nDe hai.n unvaa.n na.e-na.e
dil-bastagii ke hote hai.n saamaa.n na.e na.e
Najma Jafari
Ghazal
Syeda Farhat
Sher
Ijtiba Rizvi
Ghazal
pahchaan lo is KHaak-e-rah-e-hirs-o-havas ko
qadmo.n se ye uThtii hai to girtii hai saro.n par
Athar Nafees
Mazahiya
hamaare dil hai.n ab aamaaj-gaah-e-hirs-o-havas
ki ham ne siino.n me.n taariikiyaa.n ugaa lii hai.n
Mohsin Ehsan
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Ghazal
tamaam ahl-e-zamaana shikaar-e-hirs-o-havas
kare to kaise kare apnaa ehtisaab ko.ii
Yaqoob Rahi
Ghazal
faisal jo paak saaf the aazaad ho ga.e
mai.n thaa asiir-e-hirs-o-havas chiiKHtaa rahaa