SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasad-o-hirs-o-havas"
Nazm MATCHES FOR "hasad-o-hirs-o-havas"
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Nazm
bad-shuguni
ajab nahii.n mere lafz mujh ko mu.aaf kar de.n
havaa-o-hirs-o-havas kii sab gard saaf kar de.n
Iftikhar Arif
Nazm
tarikiyon ka hisab
naf.a o hirs o havas kii jabiino.n ko bhii
chaa.nd ke ruup me.n Dhaalne ke liye
Sahar Ansari
Nazm
qadam mila ke chalo
jalaa.o dil ke nagar me.n charaaG-e-ilm-o-yaqii.n
dayaar-e-hirs-o-havas me.n na jhukne paa.e jabii.n
Syeda Farhat
Nazm
ram
daaman nahii.n thaa un kaa ta.assub se daaG-daar
hirs-o-havas se duur the vo saahab-e-vaqaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
hasin duniya ujaD gai to
un hii kii hirs-o-havas ke baa.is hamaarii duniyaa uja.D rahii hai
garm havaa.o.n me.n ghir rahii hai
Rehan Alvi
Nazm
kaise mile KHuda se jo KHud se mila nahin
hirs-o-havas ke jaal me.n tuu hai magar pha.nsaa
tuu us kii ne.amato.n me.n hii khoyaa rahaa sadaa
Sada Ambalvi
Nazm
tan-e-nahif se amboh-e-jabr haar gaya
suno ki hirs-o-havas qahr-o-zahr kaa relaa
Gubaar-o-KHaar o KHash-o-KHaak hii ne thaam liyaa
Zehra Nigaah
Nazm
dil
nairangi-e-jahaa.n kii hai saarii KHabar ise
phir bhii asiir-e-hirs-o-havaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
na-guzir
ye kusht-o-KHuun ye Gaarat-garii ye barbaadii
havaa-o-hirs-o-mazaalim kii daastaan-e-taviil