SEARCH RESULTS
Showing search results for "hathinii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hathinii"
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
dekhuu.n tire haatho.n ko to lagtaa hai tire haath
mandir me.n faqat diip jalaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
MORE MATCHES FOR "hathinii"
Sher
Nida Fazli
Nazm
aawara
jhilmilaate qumqumo.n kii raah me.n zanjiir sii
raat ke haatho.n me.n din kii mohnii tasviir sii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHaalii jo hu.ii shaam-e-Gariibaa.n kii hathelii
kyaa kyaa na luTaatii rahii.n gauhar terii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
supurd kar ke use chaa.ndnii ke haatho.n me.n
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n ko lauT aa.uu.ngii
Parveen Shakir
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
terii zulfo.n kii mastii barastii rahii
tere haatho.n kii chaa.ndii damaktii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise maGruur hasiinaa.o.n ke barfaab se jism
garm haatho.n kii haraarat me.n pighal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand roz aur meri jaan
ham ko rahnaa hai pe yuu.nhii to nahii.n rahnaa hai
ajnabii haatho.n kaa be-naam giraa.n-baar sitam