SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "havaale"
Ghazal
KHud ko mai.n baa.nT na Daaluu.n kahii.n daaman daaman
kar diyaa tuu ne agar mere havaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo KHvaab dekhe to dekhe mire havaale se
mire KHayaal ke sab manzaro.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "havaale"
Ghazal
shahr kii chaabiyaa.n a.adaa ke havaale kar ke
tohfatan phir unhe.n maqtuul sipaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
sab chuu.Diyaa.n tumhaarii samundar ko sau.np dii.n
aur kar diye havaa ke havaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Sher
miTTii kaa badan kar diyaa miTTii ke havaale
miTTii ko kahii.n taaj-mahal me.n nahii.n rakkhaa
Munawwar Rana
Sher
tumhe.n hamesha zaruurat paka.D ke laatii hai
kabhii to aa.o mire ghar mire havaale se
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Sher
tum ne jo kitaabo.n ke havaale kiye jaanaa.n
vo phuul to baalo.n me.n sajaane ke liye the
Zia Zameer
Ghazal
aur kuchh zaKHm mire dil ke havaale mirii jaa.n
ye mohabbat hai mohabbat me.n shikaayat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
jugnuu guhar charaaG ujaale to de gayaa
vo KHud ko Dhuu.nDne ke havaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
zindagii aa tujhe qaatil ke havaale kar duu.n
mujh se ab KHuun-e-tamannaa nahii.n dekhaa jaataa

