SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hayaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
shajar-e-fitrat-e-muslim thaa hayaa se namnaak
thaa shujaa.at me.n vo ik hasti-e-fauq-ul-idraak
Allama Iqbal
Sher
hayaa se sar jhukaa lenaa adaa se muskuraa denaa
hasiino.n ko bhii kitnaa sahl hai bijlii giraa denaa
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "hayaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hayaa"
Sher
hayaa nahii.n hai zamaane kii aa.nkh me.n baaqii
KHudaa kare ki javaanii tirii rahe be-daaG
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
us jaan-e-hayaa kaa bas nahii.n kuchh be-bas hai paraa.e bas me.n hai
Akhtar Shirani
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage
Bashir Badr
Sher
lipaT bhii jaa na ruk 'akbar' Gazab kii beauty hai
nahii.n nahii.n pe na jaa ye hayaa kii duty hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.nkho.n se hayaa Tapke hai andaaz to dekho
hai bul-havaso.n par bhii sitam naaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ba-zaahir un ko hayaa-daar log samjhe hai.n
hayaa me.n jo hai sharaarat kisii ko kyaa ma.aluum