SEARCH RESULTS
Showing search results for "hijrat-o-hijr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hijrat-o-hijr"
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
umr ha.ns-khel ke is tarah guzaarii ai 'hijr'
dost kaa dost rahaa yaar kaa mai.n yaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
taariiKH-ul-hijra
तारीख़-उल-हिजराتارِیخُ الہِجْرَہ
the era of the Hegira
BOOKS MATCHES FOR "hijrat-o-hijr"
MORE MATCHES FOR "hijrat-o-hijr"
Sher
ai hijr vaqt Tal nahii.n saktaa hai maut kaa
lekin ye dekhnaa hai ki miTTii kahaa.n kii hai
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
vo shoKH baam pe jab be-naqaab aa.egaa
to maahtaab-e-falak ko hijaab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho