SEARCH RESULTS
Showing search results for "hijrat-o-hijr"
Ghazal MATCHES FOR "hijrat-o-hijr"
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
umr ha.ns-khel ke is tarah guzaarii ai 'hijr'
dost kaa dost rahaa yaar kaa mai.n yaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
vo shoKH baam pe jab be-naqaab aa.egaa
to maahtaab-e-falak ko hijaab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
mumkin hai shab-e-hijr du.aa kaa na asar ho
hai raat vo kyaa raat ki jis kii na sahar ho
A G Josh
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ro ro ke shab-o-roz tire hijr me.n ai dost
ham apnii mohabbat kaa tamaashaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
tazalzul me.n kis vaaste hai zamaana
shab-e-hijr hai ye qayaamat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
taaq taaqat hai Gam-e-hijr kii biimaarii se
baiThte uThte hai.n aaho.n kii madad-gaarii se
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
ho gayaa aur shab-e-hijr kaa kaTnaa mushkil
chhup gayaa chaa.nd tirii yaad dilaa kar mujh ko
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
mai.n ne kahaa ki hijr me.n kuchh mashGala nahii.n
bole ki raat din dar-o-diivaar dekhnaa