SEARCH RESULTS
Showing search results for "himayat ali shayar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "himayat ali shayar"
Nazm
tazad
mai.n sochtaa huu.n
mai.n ek insaan huu.n ek musht-e-Gubaar huu.n mai.n
Himayat Ali Shayar
Sher
apne kisii amal pe nadaamat nahii.n mujhe
thaa nek-dil bahut jo gunahgaar mujh me.n thaa
Himayat Ali Shayar
MORE MATCHES FOR "himayat ali shayar"
Sher
daaman ko chaak kiijiye is ehtiyaat se
ahl-e-jahaa.n ko zaKHm-e-jigar kaa gumaa.n na ho
Himayat Ali Shayar
Sher
suuraj ke ujaale me.n charaaGaa.n nahii.n mumkin
suuraj ko bujhaa do ki zamii.n jashn manaa.e
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ab bataa.o jaa.egii zindagii kahaa.n yaaro
phir hai.n barq kii nazre.n suu-e-aashiyaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
saa.e chamak rahe the siyaasat kii baat thii
aa.nkhe.n khulii.n to sub.h ke parde me.n raat thii
Himayat Ali Shayar
Sher
sirf zinda rahne ko zindagii nahii.n kahte
kuchh Gam-e-mohabbat ho kuchh Gam-e-jahaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Nazm
jawab
suuraj ne jaate jaate ba.Dii tamkanat ke saath
zulmat me.n Duubtii hu.ii duniyaa pe kii nazar
Himayat Ali Shayar
Sher
taariikii me.n lipTii hu.ii pur-haul KHamoshii
is aalam me.n kyaa nahii.n mumkin jaagte rahnaa