SEARCH RESULTS
Showing search results for "hisaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hisaar"
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hisaar"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sub.h ko ta.ng kiyaa KHud pe zaruurat kaa hisaar
shaam ko phir isii mushkil se nikalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
huduud-e-vaqt se baahar ajab hisaar me.n huu.n
mai.n ek lamha huu.n sadiyo.n ke intizaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
atraaf mere khii.nchaa gayaa KHauf kaa hisaar
Dahte hu.e makaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer Nayab
Sher
aaKHir ko ruuh to.D hii degii hisaar-e-jism
kab tak asiir KHushbuu rahegii gulaab me.n
Aanis Moin
Ghazal
apne hisaar-e-zaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n
ya.anii ki kaa.enaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n


