SEARCH RESULTS
Showing search results for "hisaar"
Nazm MATCHES FOR "hisaar"
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHizr-e-rah
asia vaale hai.n is nukte se ab tak be-KHabar
phir siyaasat chho.D kar daaKHil hisaar-e-dii.n me.n ho
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
aah jaulaa.n-gaah-e-aalam-giir yaanii vo hisaar
dosh par apne uThaa.e saik.Do.n sadiyo.n kaa baar
Allama Iqbal
Nazm
jawan aag
to.D degii ye javaa.n fikr hisaar-e-zindaa.n
jaag uTThe hai.n mire des ke bekas insaa.n
Habib Jalib
Nazm
sal ki aaKHiri shab
ik hayuulaa saa pas-e-shahr-e-Gubaar
aur mujhe jak.De hu.e KHud mirii baaho.n ke hisaar
Saleem Kausar
Nazm
tane
paa.ii thii kaa.enaat hii tum ne to pyaar me.n
kyo.n luT ke phir tum aa ga.e ho is hisaar me.n
Ismail Raaz
Nazm
urdu-e-mualla
khii.nch do uTh kar qavaa.id se hisaar-e-aafiyat
mil ke sab tayyaar kar do jaama.a o maan.e luGat
Safi Lakhnavi
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
hairat kaa varta
hisaar-e-nafas yaa nazar kaa karishma
Rafiq Sandelvi
Nazm
apni walida ki yaad mein
nahiif baazuu the mere liye hisaar-e-amaa.n
maza kahii.n bhii us aaGosh kaa nahii.n miltaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
tu ne dekha hai jis nazar se mujhe
chaa.nd ke har tavaaf ke ma.aanii
KHushbu.o.n ke hisaar kaa matlab