SEARCH RESULTS
Showing search results for "hosh-e-jaada-e-manzil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hosh-e-jaada-e-manzil"
Ghazal
fikr-e-manzil hai na hosh-e-jaada-e-manzil mujhe
jaa rahaa huu.n jis taraf le jaa rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Sher
fikr-e-manzil hai na hosh-e-jaada-e-manzil mujhe
jaa rahaa huu.n jis taraf le jaa rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai KHizr-e-raah chal mujhe le chal jahaa.n chale
ab mujh ko hosh-e-jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Prem Rangpuri
Ghazal
suraaG-e-jaada-o-manzil agar nahii.n miltaa
hame.n kahii.n se javaaz-e-safar nahii.n miltaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
rahbar-e-jaada-e-manzil pe ha.nsii aatii hai
la.Dkha.Daate hu.e is dil pe ha.nsii aatii hai
Soz Najeebabadi
PAGE MATCHES FOR "hosh-e-jaada-e-manzil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hosh-e-jaada-e-manzil"
Sher
aql thak kar lauT aa.ii jaada-e-aalaam se
ab junuu.n aaGaaz farmaa.egaa is anjaam se
Amir Usmani
Ghazal
KHvaahish-e-jaada-e-raahat se nikaltaa kaise
dil miraa kuu-e-malaamat se nikaltaa kaise
Akhtar Shumar
Ghazal
un gumrahaan-e-jaada-o-manzil kii KHair ho
rahbar na ko.ii qaafila saalaar dosto
Raza Jaunpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jaada-e-marg-e-musalsal se guzartaa jaa.uu.n
zindagii ye hai ki har saa.ns me.n martaa jaa.uu.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
suraaG-e-jaada-e-manzil jo de gayaa hai 'fariid'
hinaa kaa rang hai vo raaste kii dhuul nahii.n
Fareed Ishrati
Ghazal
le jaa rahaa hai shauq chalaa jaa rahaa huu.n mai.n
ab imtiyaaz-e-jaada-o-manzil nahii.n rahaa
Shaida Ambalvi
Ghazal
ham ne KHayaal-e-saKHtii-e-jaada nahii.n kiyaa
tark-e-safar kaa ko.ii iraada nahii.n kiyaa
Muhib Wafa
Sher
jaada-e-raah-e-mohabbat kii daraazii mat puuchh
manzil-e-shauq kaa har zarra bayaabaa.n niklaa