SEARCH RESULTS
Showing search results for "hosh-e-jaada-e-manzil"
Ghazal MATCHES FOR "hosh-e-jaada-e-manzil"
Ghazal
fikr-e-manzil hai na hosh-e-jaada-e-manzil mujhe
jaa rahaa huu.n jis taraf le jaa rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai KHizr-e-raah chal mujhe le chal jahaa.n chale
ab mujh ko hosh-e-jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Prem Rangpuri
Ghazal
suraaG-e-jaada-o-manzil agar nahii.n miltaa
hame.n kahii.n se javaaz-e-safar nahii.n miltaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
rahbar-e-jaada-e-manzil pe ha.nsii aatii hai
la.Dkha.Daate hu.e is dil pe ha.nsii aatii hai
Soz Najeebabadi
Ghazal
KHvaahish-e-jaada-e-raahat se nikaltaa kaise
dil miraa kuu-e-malaamat se nikaltaa kaise
Akhtar Shumar
Ghazal
un gumrahaan-e-jaada-o-manzil kii KHair ho
rahbar na ko.ii qaafila saalaar dosto
Raza Jaunpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jaada-e-marg-e-musalsal se guzartaa jaa.uu.n
zindagii ye hai ki har saa.ns me.n martaa jaa.uu.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
suraaG-e-jaada-e-manzil jo de gayaa hai 'fariid'
hinaa kaa rang hai vo raaste kii dhuul nahii.n
Fareed Ishrati
Ghazal
le jaa rahaa hai shauq chalaa jaa rahaa huu.n mai.n
ab imtiyaaz-e-jaada-o-manzil nahii.n rahaa
Shaida Ambalvi
Ghazal
ham ne KHayaal-e-saKHtii-e-jaada nahii.n kiyaa
tark-e-safar kaa ko.ii iraada nahii.n kiyaa
Muhib Wafa
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
talaash-e-manzil-e-maqsuud raa.egaa.n na ga.ii
nishaan-e-jaada-e-manzil rah-e-KHatar se milaa
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
nasiib-e-paa-e-junuu.n hai sadaa kii dar-badrii
havaa-e-jaada-o-manzil me.n kab chalii hai havaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
jahaa.n shaakii hai tujh se ai mire dost
nahii.n hai ko.ii to 'manzil' nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
tuu chaa.nd pe jaa chaahe sitaaro.n pe chalaa jaa
ai KHaak ke putle tire rahne ko zamii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
kisii kii teG-e-nazar se jo pyaar thaa 'manzil'
tamaam umr nahaate lahuu me.n guzrii hai