SEARCH RESULTS
Showing search results for "hudii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hudii"
Nazm
shikwa
par tire naam pe talvaar uThaa.ii kis ne
baat jo big.Dii hu.ii thii vo banaa.ii kis ne
Allama Iqbal
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shaayad apnaa bhii ko.ii bait hudii-KHvaa.n ban kar
saath jaa.egaa mire yaar jidhar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hudii"
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
mastaana jaa rahaa hai phir karvaan-e-sahraa
haa.n jhuum kar hudii-KHvaa.n ik daastaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
KHiraj-aqidat
ik hudii-KHvaan-e-mohabbat ik naqiib-e-ittihaad
ik fidaa-e-soz-e-naaquus-o-azaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
bhiigii hu.ii palke.n ho.n to phailaa hu.aa daaman
maa.il-ba-karam vo ho.n to phir chaahiye kyaa aur
Naim Siddiqi
Ghazal
ulfat abruu-e-sanam kii hu.ii patthar kii lakiir
mahv-e-dil se KHat-e-qismat kisii unvaa.n na hu.aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
sust-raftaari-e-ushtur to ko.ii baat nahii.n
past-aaha.ng-e-hudii-KHvaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
itaab-e-jaa.n hu.ii gard-e-safar kisii ke liye
kisii ko abr-e-karam dho gayaa hai raste me.n









