SEARCH RESULTS
Showing search results for "huquuq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "huquuq"
Nazm
KHizr-e-rah
tuu samajhtaa hai ye aazaadii kii hai niilam-parii
majlis-e-aa.iin-o-islaah-o-ri.aayaat-o-huquuq
Allama Iqbal
Ghazal
ye naqsh dilo.n par se jaane kaa nahii.n us ko
aashiq ke huquuq aa kar naahaq bhii miTaa jaanaa
Meer Taqi Meer
Mazahiya
ishq kitne qism kaa hotaa hai likho baa-vasuuq
fii zamaana kyaa hai.n aashiq ke faraa.ez aur huquuq
Dilawar Figar
Nazm
gurez
huquuq-yaafta tabqe ne aag barsaa.ii
sukuut-e-halqa-e-zindaa.n se ek guu.nj uThii
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "huquuq"
Nazm
tarah-e-nau
ehsaas ba.Dh rahaa hai huquuq-e-hayaat kaa
paidaa.eshii huquuq sitam-parvarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tire huquuq kii ko.ii nahii.n zamaanat ab
Gariib-e-shahr tiraa KHair-KHvaah qaid me.n hai
Komal Joya
Ghazal
rakhiye bahut KHayaal huquuq-ul-ibaad kaa
denaa pa.Degaa haq vahaa.n sab kaa hisaab se
Shayan Quraishi
Ghazal
baadshaah aur gadaa sab ke baraabar the huquuq
nayaay me.n ko.ii bhii chhoTaa na ba.Daa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
aurat ne jab bhii baat kii apne huquuq kii
duniyaa ne saath mil ke kahaa mutma.in raho
meenakshi jijivisha
Ghazal
miTaa ke tafarqa-e-KHaas-o-aam kii la.anat
huquuq-e-KHaas Thikaane lagaa diye ham ne
Akhtar Ansari
Ghazal
mai.n muddato.n se huu.n taalib huquuq kaa apne
ho mujh se aur bhii ab intizaar mushkil hai
Mujahid Hadi
Nazm
jamhuriyat zindabaad
sab ko yaksaa.n huquuq jis ne diye
is me.n maujuud sab havaala hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Ghazal
mutaalbe to bahut saKHt the zamaane ke
magar huquuq-e-mohabbat kii yaad aa hii ga.ii