SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-parasto.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "husn-parasto.n"
Ghazal
dushnaam suno de ke dil ai husn-parasto.n
ye kaam tumhaaraa hai vo in.aam tumhaaraa
Ahsan Marahravi
Ghazal
har nazaare me.n numaayaa.n hu.aa jalva un kaa
husn jab husn-parasto.n se chhupaane nikle
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
ai 'sharaf' husn-parasto.n ko bulaa ke luuTaa
in hasiino.n ke dilo.n me.n jo daGaa.e.n aa.ii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jaa.n-kanii husn-parasto.n ko giraa.n kyaa guzre
bhes me.n huur-e-bahishtii ke qazaa aatii hai
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "husn-parasto.n"
MORE MATCHES FOR "husn-parasto.n"
Ghazal
kiyaa hai qatl jo 'uzlat' ko ab na ro ai yaar
ki sar pe husn-parasto.n ke jo hu.aa so hu.aa
Wali Uzlat
Sher
thaa jinhe.n husn-parastii se hamesha inkaar
vo bhii ab taalib-e-diidaar hai.n kin ke un ke
Mohammad Amaan Nisar
Sher
ham ne kii husn-parastii to tujhe kyaa naaseh
aa.nkh apnii hai dil apnaa hai tabii.at apnii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Anwar Ali Khan Soz
Ghazal
karam-navaaz ye saaraa jahaa.n nahii.n na sahii
vo mehrbaa.n hai ko.ii mehrbaa.n nahii.n na sahii
Nayyar Damohi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis KHaak kii hai auj pe taqdiir yahii hai
jo radd-e-Gulaamii kii hai iksiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
gul kaa kiyaa jo chaak garebaa.n bahaar ne
dast-e-junuu.n lage mire kap.De utaarne
Bedam Shah Warsi
Nazm
shab-KHun
nafrat ke neze apnaa.e.n aashiq husn-parastii me.n
sach kahiye to kis se kahiye