SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijaara"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ijaara"
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki dil jis kaa nagar hai 'mohsin'
dil pe us kaa bhii ijaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ijaara"
Ghazal
ba-naam-e-taaqat ko.ii ishaara nahii.n chalegaa
udaas naslo.n pe ab ijaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Sher
'Gaalib' tiraa ahvaal sunaa de.nge ham un ko
vo sun ke bulaa le.n ye ijaaraa nahii.n karte
Mirza Ghalib
Ghazal
tum bhii to 'muzaffar' kii kisii baat pe bolo
shaa.er kaa hii lafzo.n pe ijaaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mire huduud me.n hai mere aas-paas kii dhund
rahaa ye shahr to is kaa nahii.n ijaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
'Gaalib' tiraa ahvaal sunaa de.nge ham un ko
vo sun ke bulaa le.n ye ijaaraa nahii.n karte