SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikhtitaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ikhtitaam"
Ghazal
ab iKHtitaam ko hai saKHii harf-e-iltimaas
kuchh hai to ab vo saamne dast-e-du.aa ke laa
Mohsin Naqvi
Sher
mai.n sochtaa huu.n magar yaad kuchh nahii.n aataa
ki iKHtitaam kahaa.n KHvaab ke safar kaa hu.aa
Shahryar
MORE MATCHES FOR "ikhtitaam"
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n magar yaad kuchh nahii.n aataa
ki iKHtitaam kahaa.n KHvaab ke safar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa
ab iKHtitaam-e-baab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
ab is se achchhaa-bhalaa iKHtitaam kyaa hotaa
uThe the mai.n se magar jaa ke tuu me.n KHaak hu.e
Khurshid Talab
Sher
raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa
ab iKHtitaam-e-baab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
dekhe.n is kashaakash kaa iKHtitaam ho kab tak
jaagne kii KHvaahish hai hausla hai KHvaabo.n kaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
hisaab-e-tark-ta.alluq tamaam mai.n ne kiyaa
shuruu.a us ne kiyaa iKHtitaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Ghazal
lihaaz karte adab ehtiraam karte hu.e
guzar rahaa huu.n mohabbat ko aam karte hu.e