SEARCH RESULTS
Showing search results for "imsaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "imsaal"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo rang hai imsaal gulistaa.n kii fazaa kaa
ojhal hu.ii diivaar-e-qafas hadd-e-nazar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'dauraa.n' sunaa hai suurat-e-gesuu-e-ambarii.n
imsaal phir chaman me.n mahakne lagii hai shaam
Owais Ahmad Dauran
MORE MATCHES FOR "imsaal"
Ghazal
imsaal fasl-e-gul me.n vo phir chaak ho ga.e
agle baras ke the jo garebaa.n siye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
hai karam us kaa ki ham se be-basar ke vaaste
aalam-e-amsaal me.n vo be-misaal aataa rahaa
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
saaqii hai na mai hai na daf-o-cha.ng hai holii
kyaa haal hai imsaal ye kyaa rang hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
dasht-e-vahshat kaa ilaaqa mujhe imsaal hu.aa
daaG-e-sauda sifat-e-nayyar-e-iqbaal hu.aa