SEARCH RESULTS
Showing search results for "imsaal"
Ghazal MATCHES FOR "imsaal"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo rang hai imsaal gulistaa.n kii fazaa kaa
ojhal hu.ii diivaar-e-qafas hadd-e-nazar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'dauraa.n' sunaa hai suurat-e-gesuu-e-ambarii.n
imsaal phir chaman me.n mahakne lagii hai shaam
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
imsaal fasl-e-gul me.n vo phir chaak ho ga.e
agle baras ke the jo garebaa.n siye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
hai karam us kaa ki ham se be-basar ke vaaste
aalam-e-amsaal me.n vo be-misaal aataa rahaa
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
saaqii hai na mai hai na daf-o-cha.ng hai holii
kyaa haal hai imsaal ye kyaa rang hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
dasht-e-vahshat kaa ilaaqa mujhe imsaal hu.aa
daaG-e-sauda sifat-e-nayyar-e-iqbaal hu.aa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
is tarah kii bhii ka.ii mo.ajiz-numaa amsaal de
chaar din kii zindagii me.n hijr ke sau saal de
Naseer Baloch
Ghazal
sehn-e-dil me.n jo lagaa.e the tamannaa ke shajar
aisaa lagtaa hai vo imsaal bhii phalne ke nahii.n
Kashif Rafiq
Ghazal
dhartii kii zabaa.n suukh ga.ii zard hu.ii ghaas
aakaash se imsaal utartii hai faqat pyaas
Aarij Meer
Ghazal
ek paikar hai ki imsaal me.n aataa hii nahii.n
jaise aa.iina KHad-o-KHaal me.n aataa hii nahii.n
Khalid Mahmood Zaki
Ghazal
na baa.Dh aa.ii na tuufaan hii uThe imsaal
samundaro.n kaa bharam TuuTtaa dikhaa.ii diyaa
Zafar Zaidi
Ghazal
imsaal mauj-e-gul hii na thii ziinat-e-chaman
sailaab-e-KHuu.n bhii Gaaza-e-ruu-e-bahaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
ye daur-e-baada hai imsaal bazm-e-aalam me.n
ki dast-e-'kaif' me.n jaam-e-sharaab rahtaa hai