SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqilaab-e-jahaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "inqilaab-e-jahaa.n"
Ghazal
palTe muqaddaraat kuchh is taur se ki ham
tasviir-e-inqilaab-e-jahaa.n ban ke rah ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
nairangi-e-jahaa.n kaa kahaa.n tak mushaahida
ai fursat-e-nigaah tiraa jii bharaa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "inqilaab-e-jahaa.n"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
aaj ki aurat
haqiiqat roz-e-raushan hai
jahaa.n har ik chamaktii ret paanii ban nahii.n saktii
Jahan Ara Tabassum
Nazm
sal-e-nau
aa.o ham jashn manaa.e.n ki ye dhartii apnii
ye jahaa.n-diida mu'ammar dhartii
Qamar Jahan Naseer
Ghazal
Ibn e Insha
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ab na badlegaa ko.ii karvaT jahaa.n mere liye
maut hogii baa.is-e-taskiin-e-jaa.n mere liye