SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqaamat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iqaamat"
Sher
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Mazahiya
gul khilaa.e ko.ii maidaa.n me.n to itraa jaa.e.n
paa.e.n saamaan-e-iqaamat to qayaamat Dhaa.e.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
hai ek shab kii iqaamat saraa-e-duniyaa me.n
ye saaraa khel mirii jaan ek raat kaa hai
Saifuddin Saif
Ghazal
zaKHmii hu.aa hai paashna paa-e-sabaat kaa
ne bhaagne kii guu.n na iqaamat kii taab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye iqaamat hame.n paiGaam-e-safar detii hai
zindagii maut ke aane kii KHabar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
PAGE MATCHES FOR "iqaamat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iqaamat"
Ghazal
mai.n zindagii huu.n mujhe is qadar na chaah 'shu.uur'
musaafiraana iqaamat-guzii.n hai tuu mujh me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
musaafir kii tarah rah KHaana-bar-dosh
nahii.n jaa.e-e-iqaamat daar-e-faanii
Haidar Ali Aatish
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
saamne jannat ke ye jo KHema-e-arvaah hai
ye inhii.n ja.alii shahiido.n kii iqaamat-gaah hai
Khalid Irfan
Ghazal
na hinduu ko musalmaa.n se adaavat ho adaavat ho
musalmaa.n ko na hinduu se kuduurat ho kuduurat ho
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
kahte hai.n ahl-e-diin ki taqvaa hii diin hai
vo jaan jaa.e.n kaash iqaamat KHudaa kare
Javed Jamil
Ghazal
dil ne abhii bichaa.ii hai jaa-e-namaaz-e-ishq
luknat-zada zabaa.n kii iqaamat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
mai.n KHvaahish-e-qayaam se aage nikal gayaa
ab mujh ko mat pukaar iqaamat ke vaaste