SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqaamat"
Ghazal MATCHES FOR "iqaamat"
Ghazal
hai ek shab kii iqaamat saraa-e-duniyaa me.n
ye saaraa khel mirii jaan ek raat kaa hai
Saifuddin Saif
Ghazal
zaKHmii hu.aa hai paashna paa-e-sabaat kaa
ne bhaagne kii guu.n na iqaamat kii taab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye iqaamat hame.n paiGaam-e-safar detii hai
zindagii maut ke aane kii KHabar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mai.n zindagii huu.n mujhe is qadar na chaah 'shu.uur'
musaafiraana iqaamat-guzii.n hai tuu mujh me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
musaafir kii tarah rah KHaana-bar-dosh
nahii.n jaa.e-e-iqaamat daar-e-faanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na hinduu ko musalmaa.n se adaavat ho adaavat ho
musalmaa.n ko na hinduu se kuduurat ho kuduurat ho
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
kahte hai.n ahl-e-diin ki taqvaa hii diin hai
vo jaan jaa.e.n kaash iqaamat KHudaa kare
Javed Jamil
Ghazal
dil ne abhii bichaa.ii hai jaa-e-namaaz-e-ishq
luknat-zada zabaa.n kii iqaamat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
mai.n KHvaahish-e-qayaam se aage nikal gayaa
ab mujh ko mat pukaar iqaamat ke vaaste
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
ye KHirqa-posh faqiiraan-e-KHaariq-ul-aadaat
hamaare qaafila-haa-e-niyaaz-o-naaz ke saath
Rais Amrohvi
Ghazal
'nazar' iqaamat-e-duniyaa kii KHatm muddat hai
ki ham bhii piir hu.e vaqt-e-paa-turaab aayaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Shankar Lal Shankar
Ghazal
chaar-din ko hai yahaa.n shart-e-iqaamat kyaa kyaa
fursat-e-ziist me.n shaamil hai musiibat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
puuchhaa ki mere dil me.n iqaamat hai kab talak
us ne kahaa mudaam mujhe yaad hai abhii
Yashab Tamanna
Ghazal
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
rishta-e-husn-o-mohabbat hai nihaayat naazuk
qasr-e-maashuuq kii hotii hai iqaamat naazuk