SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishaare"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ishaare"
Nazm
shikwa
sar-e-faaraa.n pe kiyaa diin ko kaamil tuu ne
ik ishaare me.n hazaaro.n ke liye dil tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "ishaare"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ishaare"
Sher
aa.nkho.n se mohabbat ke ishaare nikal aa.e
barsaat ke mausam me.n sitaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nahii.n ki tere ishaare nahii.n samajhtaa huu.n
samajh to letaa huu.n saare nahii.n samajhtaa huu.n
Zafar Iqbal
Nazm
nazm
hamaarii pahlii mulaaqaat yaad hai naa tumhe.n
ishaare karte the tum mujh ko aate jaate hu.e
Tahzeeb Hafi
Ghazal
us bazm me.n mujhe nahii.n bantii hayaa kiye
baiThaa rahaa agarche ishaare hu.aa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
yahii sahii tirii marzii samajh na paa.e ham
KHudaa gavaah ki mub.ham the kuchh ishaare bhii