SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaanaana"
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
hai sar-e-shab aur mire ghar me.n nahii.n ko.ii charaaG
aag to is ghar me.n jaanaana lagaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
KHaaksaarii ke liye garche banaayaa thaa mujhe
kaash KHaak-e-dar-e-jaanaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jaanaana"
Ghazal
yahaa.n honaa na honaa hai na honaa ain honaa hai
jise honaa ho kuchh KHaak-e-dar-e-jaanaana ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ka.abe kaa shauq hai na sanam-KHaana chaahiye
jaanaana chaahiye dar-e-jaanaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Sher
ai jalva-e-jaanaana phir aisii jhalak dikhlaa
hasrat bhii rahe baaqii armaa.n bhii nikal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Sher
ab ki jab jaanaana tum ko hai sabhii par e'tibaar
ab tumhe.n jaanaana mujh par e'tibaar aayaa to kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
na baada hai na suraahii na daur-e-paimaana
faqat nigaah se ra.ngii.n hai bazm-e-jaanaana
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n dard-mandii ho.nTo.n pe uzr-KHvaahii
jaanaana vaar aa.ii shaam-e-firaaqyaara
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
lazzat-kash-e-nazzaara 'shakiil' apnii nazar hai
mahruum-e-jamaal-e-ruKH-e-jaanaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
lams-e-jaanaana liye mastii-e-paimaana liye
hamd-e-baarii ko uThe dast-e-du.aa aaKHir-e-shab







