SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalvo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalvo.n"
Ghazal
kamzorii-e-nigaah ne sanjiida kar diyaa
jalvo.n se chhe.D-chhaa.D kii aadat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
umr jalvo.n me.n basar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab-e-Gam kii sahar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
vahdat-e-husn ke jalvo.n kii ye kasrat ai ishq
dil ke har zarre me.n aalam hai parii-KHaane kaa
Fani Badayuni
Hindi Ghazal
jo Gazal ma.ashuuq ke jalvo.n se vaaqif ho ga.ii
us ko ab beva ke maathe kii shikan tak le chalo
Adam Gondvi
PAGE MATCHES FOR "jalvo.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jalvo.n"
Sher
tere jalvo.n ne mujhe gher liyaa hai ai dost
ab to tanhaa.ii ke lamhe bhii hasii.n lagte hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Qabil Ajmeri
Nazm
andeshe
zulf zid kar ke kisii ne jo haTaa.ii hogii
ruuThe jalvo.n pe KHizaa.n aur bhii chhaa.ii hogii
Kaifi Azmi
Ghazal
ye jalvo.n kii taabaaniyo.n kaa tasalsul
ye zauq-e-nazar kaa davaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
nigaah-e-shauq se Gaafil samajh na jalvo.n ko
sharaab kuchh bhii ho be-gaana-e-subuu to nahii.n
Ummeed Fazli
Ghazal
jaane kyaa baat hai jalvo.n me.n tire jaan-e-jahaa.n
yaad aataa hai KHudaa dekh ke suurat terii
Fana bulandshahri
Nazm
taj-mahal
ye damaktii hu.ii chaukhaT ye tilaa-posh kalas
inhii.n jalvo.n ne diyaa qabr-parastii ko rivaaj