SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "janaab"
Ghazal
savaal-e-vasl par un ko aduu kaa KHauf hai itnaa
dabe ho.nTo.n se dete hai.n javaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
Jigar Moradabadi
Translated Poetry
dil kaa Dar thaa kahii.n na le baiThe
le hii baiThaa janaab le baiThaa
Shiv Kumar Batalvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "janaab"
Ghazal
yaqii.n to ye hai vo KHat kaa javaab likkhe.nge
magar navishta-e-qismat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Marsiya
qudarat KHudaa kii nuur kaa zulmat me.n hai maqaam
zulfo.n me.n jalva-gar nahii.n chehra janaab kaa
Meer Anees
Sher
janaab ke ruKH-e-raushan kii diid ho jaatii
to ham siyaah-nasiibo.n kii iid ho jaatii
Anwar Shuoor
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tahziib ke libaas utar jaa.e.nge janaab
dollar me.n yuu.n nachaa.egii ikkiisvii.n sadii