SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab"
Ghazal MATCHES FOR "janaab"
Ghazal
savaal-e-vasl par un ko aduu kaa KHauf hai itnaa
dabe ho.nTo.n se dete hai.n javaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
yaqii.n to ye hai vo KHat kaa javaab likkhe.nge
magar navishta-e-qismat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
tahziib ke libaas utar jaa.e.nge janaab
dollar me.n yuu.n nachaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
ya.anii ki kuchh bhii is ke sivaa suujhtaa nahii.n?
haa.n to janaab, mas.ala kyaa hai? ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
hai.n aaj kyuu.n zaliil ki kal tak na thii pasand
gustaaKHi-e-farishta hamaarii janaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
thii.n kamaane.n to haatho.n me.n aGyaar ke
tiir apno.n kii jaanib se aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
janaab-e-shaiKH kii harza-saraa.ii jaarii hai
udhar se zulm idhar se duhaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
ka.abe me.n KHairiyat to hai sab hazrat-e-'KHumaar'
ye dair hai janaab yahaa.n kaise aa.e hai.n