SEARCH RESULTS
Showing search results for "jarjar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jarjar"
Hindi Ghazal
is nadii kii dhaar me.n ThanDii havaa aatii to hai
naav jarjar hii sahii lahro.n se Takraatii to hai
Dushyant Kumar
Ghazal
kis tarah bhuuluu.n bataa KHauf se jarjar aa.nkhe.n
dekhte dekhte paanii mire sar tak pahu.nchaa
Nazeer Nazar
Ghazal
marammat me.n bahut KHarcha thaa saahab
mai.n apne KHvaab jarjar chho.D aayaa
Zohheb Farooqui Afrang
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jarjar"
Ghazal
Jai Raj Singh Jhala
Ghazal
fikr mujhe apne bachcho.n ke sar kii hotii thii
jarjar ghar thaa sachchaa.ii kaa aaKHir chho.D diyaa
Saurabh Shekhar
Nazm
shikwa
kitne betaab hai.n jauhar mire aa.iine me.n
kis qadar jalve ta.Dapte hai.n mire siine me.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tarbiyat aam to hai jauhar-e-qaabil hii nahii.n
jis se ta.amiir ho aadam kii ye vo gil hii nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
jalva az-bas-ki taqaazaa-e-nigah kartaa hai
jauhar-e-aa.ina bhii chaahe hai mizhgaa.n honaa