SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaza"
Nazm
saqi-nama
kahii.n jaza hai shaahiin siimaab ra.ng
lahuu se chakoro.n ke aaluuda chang
Allama Iqbal
Ghazal
sazaa kaa haal sunaa.e.n jazaa kii baat kare.n
KHudaa milaa ho jinhe.n vo KHudaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jo bhale bure kii aTkal na miraa shi.aar hotaa
na jazaa-e-KHair paataa na gunaahgaar hotaa
Ismail Merathi
PAGE MATCHES FOR "jaza"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
za'zaa'
ज़ा'ज़ा' زَعْزاع
ایک خوشبودار گھاس، اس کے پتّے چھوٹے چھوٹے ہوتے ہیں، شاخیں بھی چھوٹی ہوتی ہیں اِس کا پُھول پِیلا ہوتا ہے. اس کا پُھول آکلہ کو نافع ہے. اس کا عصارہ تر و خُشک کُھجلی کو ہٹاتا ہے
MORE MATCHES FOR "jaza"
Sher
shaiKH jazaa-e-kaar-e-KHair jo bataa rahaa hai aaj
baat to KHuub hai magar aadmii mo'atabar nahii.n
Natiq Gulavthi
Ghazal
'nashtar' ko gunaaho.n kii jaza mil ke rahegii
us ko tirii rahmat pe bharosa hai yaqii.n hai
Yadgar Husain Nashtar Khairabadi
Ghazal
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Sher
roz-e-jazaa me.n aaKHir puuchhaa na jaa.egaa kyaa
teraa ye chup lagaanaa meraa savaal karnaa
Ismail Merathi
Sher
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
jazaa-e-kaavish-e-ta.amiir ye milii hai hame.n
sadaa-e-tesha sadaa saath ghar me.n rahtii hai
Aabid Jafri
Ghazal
'taahir' jazaa-e-himmat-e-aalii hai zulf-e-yaar
zulfo.n se khelne ke liye haat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
qaatil jazaa-e-KHair mile terii teG ko
zaKHmo.n ke mu.nh khule nahii.n jannat ke dar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na to KHauf roz-e-jazaa kaa ho vahii ishq hai
na malaal radd-e-du.aa kaa ho vahii ishq hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
jaa.o tumhaarii ko.ii jazaa-o-sazaa na ho
bas chaahtaa huu.n tum se miraa saamnaa na ho