SEARCH RESULTS
Showing search results for "jha.De"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jha.De"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Kulliyat
jha.De phuul jis rang gulbun se yuu.n
chaman me.n jahaa.n ke ham aa kar chale
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jha.De"
Nazm
main aur shahr
sa.Dko.n pe be-shumaar gul-e-KHuu.n pa.De hu.e
pe.Do.n kii Daaliyo.n se tamaashe jha.De hu.e
Muneer Niyazi
Ghazal
jo yaad aa.e.n to dil Gam se phaTne lagtaa hai
kisii aziiz kii palko.n me.n vo ja.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Ghazal
jha.De jo tirii kafsh-e-zarrii.n ke zarre
falak par vo jaa kar sayyaare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
guzar ga.ii jo chaman par vo ko.ii kyaa jaane
jha.De hu.e hai.n bahaar-o-KHizaa.n ke afsaane
Iqbal Safi Puri
Ghazal
pe.Do.n pe kabhii ham ne bhii pathraav kiyaa thaa
shaaKHo.n se magar suukhe hu.e paat jha.De the
Ram Riyaz
Nazm
kachche rangon ka mausam
chhup kar juuThii bii.Dii piinaa
kheto.n me.n jhaa.De ko jaanaa
Shakeel Azmi
Ghazal
ye ek shaaKHcha-e-Gam se itne phuul jha.De hai.n
kabhii qariib se guzro to ek baaG pa.Daa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sunaa hai phuul jha.De the jahaa.n tire lab se
vahaa.n bahaar utartii hai roz shaam ke saath