SEARCH RESULTS
Showing search results for "jha.De"
Ghazal MATCHES FOR "jha.De"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
jo yaad aa.e.n to dil Gam se phaTne lagtaa hai
kisii aziiz kii palko.n me.n vo ja.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Ghazal
jha.De jo tirii kafsh-e-zarrii.n ke zarre
falak par vo jaa kar sayyaare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
guzar ga.ii jo chaman par vo ko.ii kyaa jaane
jha.De hu.e hai.n bahaar-o-KHizaa.n ke afsaane
Iqbal Safi Puri
Ghazal
pe.Do.n pe kabhii ham ne bhii pathraav kiyaa thaa
shaaKHo.n se magar suukhe hu.e paat jha.De the
Ram Riyaz
Ghazal
ye ek shaaKHcha-e-Gam se itne phuul jha.De hai.n
kabhii qariib se guzro to ek baaG pa.Daa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sunaa hai phuul jha.De the jahaa.n tire lab se
vahaa.n bahaar utartii hai roz shaam ke saath
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
din raat hai.n be-mahr havaa.o.n ke havaale
patto.n kii tarah jaise daraKHto.n se jha.De hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
farsh lapeTe taare jhaa.De narsa.nge kii phuu.nk
paalan-haaraa tuu daataa hai kar jo chaahe Thaan
Ahmad Jahangir
Ghazal
ik umr fasaane Gam-e-jaanaa.n ke ga.Dhe hai.n
taare ufuq-e-sher pe kyaa kyaa na ja.De hai.n
Shohrat Bukhari
Ghazal
KHud ko kar KHatm hii karte hai.n vo aaGaaz nayaa
patte vo zard jo shaaKHo.n se jha.De hai.n saare
Divya Jain
Ghazal
chun.ne na diyaa ek mujhe laakh jha.De phuul
allaah kare KHaana-e-gul-chii.n me.n pa.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
aisaa nahii.n ki phuul daraKHto.n hii se gire
kuchh shaaKH-e-chashm se bhii jha.De hai.n janaab-e-man
Ikram Arfi
Ghazal
mujh aah kii garmii sii.n jha.De phuul chaman ke
ai sarv-e-gulistaan-e-adaa baaG me.n jaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mehr kuucha tiraa jhaa.De hai ba-jaaruub-e-shu.aa
ki isii tarah baham tujh se tavassul pahu.nche