SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhelne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jhelne"
Sher
sazaa ke jhelne vaale ye sochnaa hai gunaah
ko.ii qusuur bhii tujh se kabhii hu.aa ki nahii.n
Raaz Yazdani
Ghazal
Aakif Ghani
Ghazal
tanhaa chale.n hai.n ma.arka-e-ishq jhelne
un kii taraf KHudaa.ii hai ko.ii idhar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
'aasim' ye dukh to jhelne pa.Dte hai.n ishq me.n
chaadar na ho to sote nahii.n KHaak o.Dh kar
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
na aayaa lutf kisii aur Gam ko jhelne me.n
Gam-e-hayaat tiraa zaa.iqa hii aisaa thaa
Zafar Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jhelne"
Ghazal
sazaa.e.n merii tarah ha.ns ke jhelne vaalaa
nahii.n hai ko.ii bhii ahd-e-sazaa ke bando.n me.n
Qaisar Shameem
Ghazal
mai.n aisii 'umr se dukh jhelne lagaa 'javvaad'
jo 'aam taur pe hotii hai khelne vaalii
Jawad Sheikh
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
sahne hai.n jaur-o-sitam jhelne hai.n ranj-o-alam
yaa'nii karnii hai basar 'umr basar hone tak
Mela Ram Wafa
Hindi Ghazal
Surendra Singhal
Nazm
zalzala aaTh october 2005
ab jhelne vaale jhele.nge
jo dukh hai bichha.Dne vaalo.n kaa
Pirzada Qasim
Nazm
jiwe jiwe pakistan
jiive jiive paakistaan
jhel ga.e dukh jhelne vaale ab hai kaam hamaaraa
Jameeluddin Aali
Ghazal
vo jaa rahaa thaa samundar ko jhelne ke liye
araq araq sar-e-saahil tamaam manzar thaa