SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhelne"
Ghazal MATCHES FOR "jhelne"
Ghazal
Aakif Ghani
Ghazal
tanhaa chale.n hai.n ma.arka-e-ishq jhelne
un kii taraf KHudaa.ii hai ko.ii idhar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
'aasim' ye dukh to jhelne pa.Dte hai.n ishq me.n
chaadar na ho to sote nahii.n KHaak o.Dh kar
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
na aayaa lutf kisii aur Gam ko jhelne me.n
Gam-e-hayaat tiraa zaa.iqa hii aisaa thaa
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
sazaa.e.n merii tarah ha.ns ke jhelne vaalaa
nahii.n hai ko.ii bhii ahd-e-sazaa ke bando.n me.n
Qaisar Shameem
Ghazal
mai.n aisii 'umr se dukh jhelne lagaa 'javvaad'
jo 'aam taur pe hotii hai khelne vaalii
Jawad Sheikh
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
sahne hai.n jaur-o-sitam jhelne hai.n ranj-o-alam
yaa'nii karnii hai basar 'umr basar hone tak
Mela Ram Wafa
Ghazal
vo jaa rahaa thaa samundar ko jhelne ke liye
araq araq sar-e-saahil tamaam manzar thaa
Wali Alam Shaheen
Ghazal
kisii ke vaaste kyaa kyaa hame.n dukh jhelne ho.nge
shabo.n ko jaagnaa hogaa ka.De din kaaTne ho.nge
Imdad Hamdani
Ghazal
himmat to aa ga.ii thii dukh jhelne kii lekin
aayaa hai Gam hii chal ke ik aur chaal ab ke
Atiq Ur Rehman Safi
Ghazal
ham itne dard-o-alam jhelne ke baa'd 'asar'
kisii ke lab pe to iqraar ban ga.e hote
Usama Asar
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai