SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-afzaa.ish-e-anvaar-e-sahar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaar-e-afzaa.ish-e-anvaar-e-sahar"
Ghazal
kaar-e-afzaa.ish-e-anvaar-e-sahar kis ne kiyaa
sirf aafaaq miraa raKHt-e-safar kis ne kiyaa
Moin Tabish
Ghazal
ziist be-va.aada-e-anvaar-e-sahar hai ki jo thii
zulmat-e-baKHt ba-har-ra.ng-o-nazar hai ki jo thii
Davarka Das Shola
Ghazal
mar jaa.egaa dil hasrat-e-anvaar-e-sahar me.n
be-parda agar tum ruKH-e-zebaa na karoge
Zaheer Kashmiri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaar-e-afzaa.ish-e-anvaar-e-sahar"
Ghazal
Gusse se laal ho gayaa suuraj ye dekh kar
shabnam ulajh rahii thii nasiim-e-sahar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Nazm
ye aankh muntazir hai kisi inqalab ki
ho jaa.e.n baarishe.n yahaa.n
anvaar-e-sahar kii
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
anvaar-e-sahar peshaanii me.n
yaa aab-e-guhar tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
is baat ka dekho dhyan rahe
tum apne KHayaalo.n ke baadal se
anvaar-e-sahar ko baatil Thahraa.o
Rabia Barni
Nazm
dariche ke qarib
dekh kis pyaar se anvaar-e-sahar chuumte hai.n
masjid-e-shahar ke miinaaro.n ko
Noon Meem Rashid
Ghazal
ma.aal-e-kohkan-o-qais dekh kar bhii 'sahar'
chale hai.n kuu-e-tamannaa ko har che baad ai baad
Sahar Ansari
Ghazal
fasaana meraa 'sahar' kyaa pasand aa.e unhe.n
haqiiqato.n ne use talKH kar diyaa hai bahut
Khaleequzzaman Sahar
Ghazal
raushnii hotii hai jab baat vo karte hai.n kahii.n
fikr me.n apnii jo anvaar-e-sahar rakhte hai.n
Suhail Kakorvi
Ghazal
zulfo.n me.n vo barsaat kii raato.n kii javaanii
aariz pe vo anvaar-e-sahar-saaz kaa aalam