SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahiyegaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kahiyegaa"
Hindi Ghazal
ko.ii rasta hai na manzil na to ghar hai ko.ii
aap kahiyegaa safar ye bhii safar hai ko.ii
Kunwar Bechain
Ghazal
jab talak aap na jaage.nge rahegaa yuu.n hii
sarkegaa tab hii ki jab kahiyegaa sarkaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
harf uTh jaane kaa kah baiThe ho ab to lekin
phir na kahiyegaa kabhii qibla-e-man yaad rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aur kyaa kahiyegaa aa.iina-e-hairat ke sivaa
un kii mahfil me.n mujhe izn-e-takallum to nahii.n
Ehsas Muradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kahiyegaa"
Ghazal
na.nge sach qaabil-e-bardaasht kahaa.n hote hai.n
vaaqi.a kahiye to kahiyegaa kahaanii kii tarah
Raheel Farooq
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ganiimat jaaniye hai aaj jo kuchh
ye mat kahiyegaa kal kuchh bhii nahii.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
kis ko sach kahiyegaa kis ruup ko jhuTlaa.iyegaa
aa.ine me.n to ka.ii aks utar aate hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
ye na kahiyegaa ki ham zaKHmo.n pe chhi.Dke.nge namak
jis kisii ne ki na chakkhaa ho mazaa us se kaho