SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahiyegaa"
Ghazal MATCHES FOR "kahiyegaa"
Ghazal
jab talak aap na jaage.nge rahegaa yuu.n hii
sarkegaa tab hii ki jab kahiyegaa sarkaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
harf uTh jaane kaa kah baiThe ho ab to lekin
phir na kahiyegaa kabhii qibla-e-man yaad rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aur kyaa kahiyegaa aa.iina-e-hairat ke sivaa
un kii mahfil me.n mujhe izn-e-takallum to nahii.n
Ehsas Muradabadi
Ghazal
na.nge sach qaabil-e-bardaasht kahaa.n hote hai.n
vaaqi.a kahiye to kahiyegaa kahaanii kii tarah
Raheel Farooq
Ghazal
Ganiimat jaaniye hai aaj jo kuchh
ye mat kahiyegaa kal kuchh bhii nahii.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
kis ko sach kahiyegaa kis ruup ko jhuTlaa.iyegaa
aa.ine me.n to ka.ii aks utar aate hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
ye na kahiyegaa ki ham zaKHmo.n pe chhi.Dke.nge namak
jis kisii ne ki na chakkhaa ho mazaa us se kaho
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
kyaa abhii kahiyegaa mujh ko apnaa saudaa.ii ki bas
aur kuchh madd-e-nazar hai apnii rusvaa.ii ki bas
Raees Rampuri
Ghazal
mujrim-e-ulfat hai.n apne jurm kaa iqraar hai
jo bhii kahiyegaa kare.nge pesh vo jurmaana ham
Talib Dehlavi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
safar shuruu.a to hone de apne saath miraa
tuu KHud kahegaa ye kaisii balaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
kyaa gul khilegaa dekhiye hai fasl-e-gul to duur
aur suu-e-dasht bhaagte hai.n kuchh abhii se ham