SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaifiyat-e-karb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaifiyat-e-karb"
Ghazal
jise zamaane ne gul kii ha.nsii kaa naam diyaa
vo ek kaifiyat-e-karb thii ha.nsii to na thii
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
ajiib kaifiyat-e-karb hai fazaa.o.n me.n
gulo.n ne baarhaa chaahaa magar ha.nsaa na gayaa
Muslim Shameem
Ghazal
kahii.n zamiin kahii.n aasmaan chho.D aa.e
dayaar-karb me.n apnaa makaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
jazb kaa raqs khule aam nahii.n hai achchhaa
karb-e-ehsaas ko KHalvat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
MORE MATCHES FOR "kaifiyat-e-karb"
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
karb-e-hastii yuu.n chhupaanaa chaahiye
ashk pii kar muskuraanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
hai vahii kaifiyyat-e-be-taabii-e-mauj-e-nazar
husn ke jalvo.n ko bahr-e-bekaraa.n paataa huu.n mai.n
Amjad Najmi
Ghazal
ajiib kaifiyat-e-be-qaraarii-e-dil hai
hujuum-e-Gam kaa hai narGa magar akelaa huu.n
Ahsan Aazmi
Ghazal
kaifiyyat-e-sad-saaGar-e-mai shoKHii-e-raftaar
saaqii hai salaamat to ye mai-KHaana rahegaa
Raza Rampuri
Ghazal
vo chaa.ndii ke paanii se dhule aariz-o-ruKH par
kaifiyyat-e-sad-ra.ng-e-hinaa yaad hai ab tak
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
vahii kaifiyyat-e-chashm-o-dil-o-jaa.n hai 'iqbaal'
na ko.ii rabt banaa aur na rishta TuuTaa
Iqbal Haider
Sher
vahii kaifiyyat-e-chashm-o-dil-o-jaa.n hai 'iqbaal'
na ko.ii rabt banaa aur na rishta TuuTaa
Iqbal Haider
Ghazal
kyaa hai ye kaifiyat-e-mausam-e-gul-pairaahan
na kahii.n baad-e-bahaarii na kahii.n buu-e-suKHan