SEARCH RESULTS
Showing search results for "kailaash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kailaash"
Sher
tum bhii is shahr me.n ban jaa.oge patthar jaise
ha.nsne vaalaa yahaa.n ko.ii hai na rone vaalaa
Kailash Mahir
Ghazal
tasviir terii yuu.n hii rahe kaash jeb me.n
goyaa ki husn-e-vaadii-e-kailaash jeb me.n
Amir Ameer
Nazm
ai watan ai watan
sar pe dastaar tere himaala banaa
choTii kailaash kii maa.ng Tiika tiraa
Abdul Mannan Tarzi
PAGE MATCHES FOR "kailaash"
Tags
Clash
Clash
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
calash
calash calash
تواریخ: (الف) ایک ہلکی نیچے پہیوں کی سواری جس پر تہ ہونے والی چھتری ہوتی تھی(ب) تہ ہونے والا ٹپ یا چھتری ۔.
MORE MATCHES FOR "kailaash"
Ghazal
mehnat ke baa'd bhii milii.n nafrat kii roTiyaa.n
sab ke nasiib me.n kahaa.n izzat kii roTiyaa.n
Kailash Sengar
Ghazal
jaane kyaa soch ke ham tujh se vafaa karte hai.n
qarz hai pichhle janm kaa so adaa karte hai.n
Kailash Mahir
Ghazal
dil par jo tirii yaad kaa pahraa nahii.n hotaa
saagar kii tarah zaKHm bhii gahraa nahii.n hotaa
Kailash Guru Swami
Ghazal
ek jogan ne bahaa kar gyaan kii gangaa kahaa
gyaan hii kailaash hai shankar ko paane ke liye
Pankaj Sarhadi
Ghazal
khi.Dkii me.n sub.h vaadii-e-kailaash kaa zuhuur
utre avadh kii shaam kisii roz taKHt par
Ahmad Jahangir
Ghazal
lahuu na aa.nkh se Tapkaa na zaKHm-e-dil ubhre
bharii bahaar ke ye din bahut giraa.n guzre
Kailash Mahir
Ghazal
kisii bargad kaa sar-e-raah na ehsaan liyaa
apnaa saaya thaa ka.Dii dhuup me.n KHud taan liyaa
Kailash Mahir
Ghazal
aag siine me.n mohabbat kii lagaate kyo.n hai.n
jab unhe.n chho.D ke jaanaa hai to aate kyo.n hai.n
Kailash Guru Swami
Sher
rishta-e-dard kii miiraas milii hai ham ko
ham tire naam pe jiine kii KHataa karte hai.n








